Jaane Na Nazar

كلمات Jaane Na Nazar

النوعInstrumental
المدة3:38
اللغة الأصليةSQ
المشاهدات736
إحداثيات كلمات الأغنية

الكلمات الأصلية

SQ
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
18
(jaane na nazar pehachaane jigar ye kaun jo dil par chhaya (mera ang ang muskaya)) - 2 (aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil ko jaati hai ) - 2 main sun ke jise sharmaa jaaun hai kaun jo mujh mein samaya mera ang ang muskaya - 2 jaane na nazar pehachaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mujhe roz roz tadapaayaa - 2 (dhuudenge use ham taaron mein saawan ki thandi bahaaron mein) - 2 par ham bhi kisi se kam to nahi kyon ruup ko apane chhupaya mujhe roz roz tadapaayaa - 2 jaane na nazar pehachaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya - 2 (bin dekhe jisko pyaar karun gar dekhun us ko jaan bhi du) - 2 ek baar kaho o jaadugar ye kaun saa khel rachaayaa meraa ang ang muskaayaa - 2 jaane na nazar pehachaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya - 2