Teri Soorat (Hindi)

كلمات Teri Soorat (Hindi)

النوعPop
المدة6:04
اللغة الأصليةGL
المشاهدات75
إحداثيات كلمات الأغنية

الكلمات الأصلية

GL
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
18
Teri soorat nigahon mein phirte rahe Ishq tera sataye to main kya karoon Tere jukne se aye mera pardanashen Tujko ilzam aaye to main kya karoon Shauq peene ka mujko ziyaada na tha Tarke tuba ka koi irada na tha Main sharabi nahin mujko tuhmat nado Vo nazar se pilaye to main kya karoon Husn aur ishq dono mein tafriq hain Kya karoon mera dono pe iman hain Gar khuda rut jaye to sajde karoon Jo sanam rut jaye to main kya karoon Kya bemurawat khalq hain Sab jamah hain besmel ke pas Tanha mera qatel raha Koi nahin qatel ki pas